Zindagi mein jeenay kay mukhtlif daahng hain. Kuch insaan apnay andar ko maar kr jeetay hain. Ye maarna insaan apnay anay wali duniya kay liye krta hai. Jo log iss baat pe yaqeen rakhtay hain wohi…is baat ko samjh bhi saktay hain.

Insaan apnay ap ko kaisay marta hai?